
Jab Insan Ko sachha pyar hojata hai to oh in khayalon me rehta hai ke uska pyar ki uska sab kuch hai. Likin jab vahi pyar us Insan Ko Dhoka Dede to oh Insan ya to kudh ku Nashe ne duba leka tha khud ku ya to oh kudh tooth ke bikhar jata hai. Zaruri nahi hai ke sab Ke sab ka pyar mukammil ho, kisi ko pyar ki Manzil mil jati hai aur kisi Ko pyar ki Manzil ki rah Ko adhure chod Jana padta hai. Shayad ise ka Naam zindagi hai doeston.